Hai chup aaj ye mann mera
Na kuch keh rha na sun raha
Samajh k bhi anjaan hai
Bina baat k hi pareshan hai
Karu kya, samjjhau kya ise
Door ise jana hai le jaaun kaise ise
Dil ne kiya waada, mann ko mere
Chalengey wha jidhar le jayega tu mujhe
Samajh ne bhi keh diya hai, haan mere mann ko
Par hosh aaya kehta hai, sapne na bunn isko
Jana wahi hai bas jaha, ye le jayegi Zindagi
Tadapna hoga tujhe jab tadpayegi Zindagi
Yu ulajh kar reh gya mann aur ye dil mera
Hosh aaya to toot gya tha, bharam mera
Na kar sakta hai ye dil kuch bhi
Na mann kuch bhi kar paayega
Jab degi Zindagi bebasi tujhe
Tu kuch na samajhaa payegaa……
Friday, September 24, 2010
Saturday, September 18, 2010
Kabhi mehfil mai chup ho jaata hai dil
To kabhi gungunane sa lagta hai dil
Hai raaj kya chupa is dil mai mere
Na kuch kehta hai na samjha pata hai dil
Kabhi lagta hai bebas sa kuch kar nhi pata
Kabhi mann k sath bhagta hai mera dil
Hai pagal sa ghoomta hai har raste mai
Na manjil ko apni pehchaan pata hai dil
Dekha hai jo sapna kuch kar dikhane ka
Kisi bhi tarah pura unhe karma chahta hai dil
Hai matlabi ye kuch maangta hai doosron se
hamesha Khush unhe bass dekhna chahta hai dil......

Thursday, September 9, 2010
Kabhi parinda ban udd jane ko dil karta hai
To kabhi khud hawaon k sang gaane ko dil karta hai
Jo hai adhuri khawaishey is dil ki chupi
Unhe sach kar jaane ko dil karta hai
Kha hai jammen ye mera aasaman saara
Inhe dhundhne mai nikal jaane ko dil karta hai
Suni thi khani jo pariyo ki bachpan mai
Aaj un k sang pari ban jaane ko jee karta hai
Darti hu baadalo k andhero se jab kabhi to
Kabhi unke sang baras jaane ko jee karta hai
Dekhti hu jo sapne in band aankhon se kabhi
To kabhi khuli aankhon se pura karne ko jee karta hai
Dekh kar bachpan kisi or ko jeete
Aaj fir se baccha ban jaane ko jee karta hai
Jammeen or aasaman door kyu hai ek duje se
Unhe eek duje se milwane ka dil karta hai
Roti thi kabhi jab hoti thi udas to
Lekin ab hasi se aankhen bighone ko ji karta hai
Darr hai in aankhon mai mujhe khone ka sab kuch
Aaj sab wo kho kar kuch naya pane ko jee karta hai..... :)

Zindagi…….jo ji lee bus wahi zindagi hai!
Na socho ye kya kehti hai humse
Batao ise kya chahte hai hum isse
De aansun kabhi to kaho jagah nhi hai
Khushiyo ki ab hame kami nhi hai
De darr marne ka to keh dena isse
Hamari zindagi saanso ki mohtaaz ni hai
rukk jaye agar kisi raaste par aa kar
to dekhna aage ni manjil tumhare liye ruke khadi hai
de daga ye tumhe kabhi kahi aa kar
ehsaas karna dosti khi chupe khadi hai
karegi na ummeed chiin bhi legi sab kuch
par khone ki parwah ab kise hone lagi hai
zindagi kahe aakar k bas kar abhi
to kehna jo ji lee bus wahi zindagi hai!

Wednesday, September 8, 2010
dostanaaaaaa........
Chalte -2 hum kahi thehr jaate hai
Na chahte huye bhi kai rishton mai bandh jaate hai
Hai rishta unse bhi kuch aisa apna
Na bolte hai unse or na chup reh paate hai
Ajab sa sath mila hai unka hame
Is dosti ko jindagi bhar k liye jeena chahte hai
Kabhi kisi se kahi nhi jo baaten dil ki
Aaj saari baaten unhe batana chahte hai
Diyaa hai sath aise jaise jaante ho hame
Hum hai kon unke ye aaj hum puchna chate hai
Kabhi maangi nahi hai rab se kisi k liye dua
unke liye kaynaat ki saari khushiyaan maangte hai.....
Frnds Forever :)
Subscribe to:
Posts (Atom)