Jab Haathon ko Thamne mere, Kisi ka Hath aayega
Karegi sajda subah, milega chaand aakar ke
Jab ek chehra mere dil ko bha jayega
Saawan umad kar aayega dikahyega apne dil ki khushi
Sukhon se damman wo hmara bhar jayega
Chandni bhi kahegi dekh kar chehra uska
Tujhe dekh to mera chaand b Sharma jayega
Suraj ki roshni bhi kam padegi uske aage
Wo bhi kuch roshni maangne ek din aayega
Phoolon ko hogi jalan jab bhawran na uske pas aayega
Dekh kar uske liye parwana bhi jalna chahega
Rab bhi karne lagega ibadat or pooja uski
usme jab apne noor ko wo payega
wo Paas ek din aayega mera hath thamne
karegi sajda sari kaynaat jab honge hum aamne samne……………
ish chhoti se umar me aapne jo ye lay payi hai bade bade logo ki aapne kya band bajayi hai
ReplyDeleteits one of my best poem
ReplyDelete